User:AyyanHaider/sandbox

Debate on the title "Islamic Republic of Pakistan"

edit

Background

Pakistan ka official naam 1956 ke dastoor se Islamic Republic of Pakistan hai. Yeh lafz mulk ki ideological pehchaan aur religion ko state ke saath jor kar samjhaya jata hai. Magar waqt ke sath kuch circles mein is lafz par tanqeed aur behas hoti rahi hai.

Alcohol policies and mosque demolitions

edit

Critics aksar is baat par sawaal uthate hain ke jab ek riyaasat apne aap ko "Islamic Republic" kehlati hai, to wahan liquor licensing aur religious institutions ke hawale se controversial decisions kyon liye jate hain.

  • 2013 mein Nadeem F. Paracha ne likha ke prohibition ke bawajood Pakistan mein sharab ka nizaam bootlegging aur misuse ka shikar raha hai.[1]
  • December 2024 mein Mirpurkhas mein ek liquor shop licence ke khilaf awaami protest hua, jahan logon ne is policy ko Islamic principles se mutazaad qarar diya.[2]
  • Islamabad mein Madni Masjid jesi demolitions par bhi religious parties ne tanqeed ki aur kaha ke state actions aur Islamic identity ke darmiyan tazad paida ho raha hai. (See: Madni Masjid, Islamabad)

Critics’ perspective

edit

In masail ko dekhte hue kuch commentators aur tanqeed-k